aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "zam"
KHudaa ke ghar me.n kyaa hai kaam zaahid baada-KHvaaro.n kaajinhe.n miltii nahii.n vo tishna-e-zamzam bhii hote hai.n
ka.abe me.n botal khule mauqa kahaa.nzamzamii se aaj Dhaalii jaa.egii
lab-e-furaat rahe pyaase vaaris-e-zamzamshikaar akelaa nahii.n mai.n hii tishna-kaamii kaa
badle botal ke ab haram me.n 'riyaaz'haath me.n zamzamii sii rahtii hai
ye daaG-e-mai hai.n bure phailte sar-e-daamanjo aab-e-zamzam-o-kausar se ham vuzuu karte
tez hai piine me.n ho jaa.egii aasaanii mujhezamzamii se de de zaahid to zaraa paanii mujhe
jo baqaa me.n vaaris-e-kausar hu.evo fanaa me.n vaaris-e-zamzam bhii hai.n
aag ban kar jaam me.n aa.egii maizamzamii me.n ho ke paanii jaa.egii
dil me.n hai jalva-kunaa.n chaah-e-zanaKHdaa.n kaa KHayaalain ka.abe me.n nazar chashma-e-zamzam aayaa
zamzamii me.n jaam-e-mai me.n gir gayaa paanii sivaathii mirii qismat me.n jaisii aaj sab paanii hu.ii
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books