aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "zamzam"
raat pii zamzam pe mai aur sub.h-damdho.e dhabbe jaama-e-ehraam ke
zamzam hii pe chho.Do mujhe kyaa tauf-e-haram seaaluudaa-ba-mai jaama-e-ehraam bahut hai
mataa-e-kausar-o-zamzam ke paimaane tirii aa.nkhe.nfarishto.n ko banaa detii hai.n diivaane tirii aa.nkhe.n
mai.n bhii 'zoraiz' ko.ii zamzam huu.naur phir gangaa-jal to tuu bhii nahii.n
bahaar-e-vaadi-e-ga.ng-o-jaman ke saath yahaa.nvaqaar-e-kausar-o-zamzam faroKHt hotaa hai
'aarish' suraahii-daar sii gardan ke sehr me.nzamzam sii guftuguu ko bhii ram gin rahaa huu.n mai.n
labrez mai-e-saaf se ho.n jaam-e-bilorii.nzamzam se hai matlab na safaa se na hajar se
kuchh bhii na dikhaa mo.ajiza thaa hii yahii 'aamir'kholii ga.ii.n zamzam se bhigo.ii hu.ii aa.nkhe.n
zamzam haram se aataa hai 'raasiKH' ke vaastevo KHaana-e-KHudaa hai vahaa.n kuchh kamii nahii.n
ye KHaas saaz-e-azal se vo dajla-e-aaha.ngye niil-o-zamzam-o-kausar usii se milte hai.n
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books