aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "zar"
ham rahe garche tahii-dast hii jaafar-'taahir'bas me.n ye baat bhii kab thii ki abuuzar hote
dil-ba-dar kar to rahe ho mujhe par yaad rahemai.n abuuzar to nahii.n aur ye madiina to nahii.n
buu-zar kaa faqr hazrat-e-faaruuq kaa mizaajasnaam-saaz qaum ke sheKH-e-zaman me.n hai
taqaddus mahr ban jaa.e to 'akbar'phir aise me.n abuuzar bolte hai.n
tirii zamiin pe taaGuut kii hukuumat haitire mizaaj me.n buu-zar kaa iztiraab nahii.n
jab bhii dekhaa aa.ina 'zaryaab' neaks maazii kaa bahut maddham rahaa
mujh ko salmaan kii qasam ai 'rashk'banda-e-kam-tarii.n huu.n buu-zar kaa
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books