SEARCH RESULTS
Showing search results for "zar"
Nazm MATCHES FOR "zar"
Nazm
shikwa
qaum apnii jo zar-o-maal-e-jahaa.n par martii
but-faroshii ke evaz but-shikanii kyuu.n kartii
Allama Iqbal
Nazm
ganw ki saDak
ye des muflis-o-naadaar kaj-kulaaho.n kaa
ye des be-zar-o-diinaar baadshaaho.n kaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aadmi
thaa kabhii ilm aadmii dil aadmii pyaar aadmii
aaj-kal zar aadmii qasr aadmii car aadmii
Syed Zameer Jafri
Nazm
aaj aur kal
jab chhalakte hai.n zar-o-siim ke gaate hu.e jaam
ek zahraab saa maahaul me.n ghul jaataa hai
Qateel Shifai
Nazm
magar zulm ke KHilaf
ye zar kii ja.ng hai na zamiino.n kii ja.ng hai
ye ja.ng hai baqaa ke usuulo.n ke vaaste
Sahir Ludhianvi
Nazm
tamasha-gah-e-lala-zar
mire kaan ''music'' ke zer-o-bam par lage the
magar meraa dil phir bhii kartaa rahaa thaa
Noon Meem Rashid
Nazm
hubb-e-watan
kabhii tuuraaniyo.n ne ghar luuTaa
kabhii durraaniyo.n ne zar luuTaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
hindustani bachchon ka qaumi git
saare jahaa.n ko jis ne ilm o hunar diyaa thaa
miTTii ko jis kii haq ne zar kaa asar diyaa thaa
Allama Iqbal
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
mere aaqaa vo jahaa.n zer-o-zabar hone ko hai
jis jahaa.n kaa hai faqat terii siyaadat par madaar
Allama Iqbal
Nazm
tanhai
phir ko.ii aayaa dil-e-zaar nahii.n ko.ii nahii.n
raah-rau hogaa kahii.n aur chalaa jaa.egaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ye jo sham zar-nigar hai
ye jo shaam zar-nigaar hai
ek udaas chaa.nd se lagaa.o ke dino.n kii yaadgaar hai
Asad Badayuni
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
jis se miltii hai nazar bosa-e-lab kii suurat
itnaa raushan ki sar-e-mauja-e-zar ho jaise
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
patthar
ek insaaf kaa patthar bhii to hotaa hai magar
haath me.n tesha-e-zar ho to vo haath aataa hai
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
ramayan ka ek scene
duniyaa kaa ho gayaa hai ye kaisaa lahuu sapiid
andhaa kiye hu.e hai zar-o-maal kii umiid