aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "zeb"
apne basere panchhii lauT na paayaa 'zeb'shaam ghaTaa bhii uTThii thii ghanghor bahut
u.Daa ke KHaak bahut mai.n ne dekh lii ai 'zeb'vahaa.n talak to ko.ii raasta nahii.n jaataa
mujh ko motiyo.n se kyaa lenaa 'zeb' samundar bhiijaane kyaa mire ashko.n kii sauGaate.n kartaa hai
mujhe bataa mai.n tirii KHaak ab kahaa.n rakh duu.nki 'zeb' arz-o-samaa me.n tiraa maqaam hai kyaa
thak ke KHvaabo.n kii guzargaah se uTh aayaa mai.n 'zeb'kaun dekhe vahii dekhaa hu.aa manzar hii to hai
adhuurii chho.D ke tasviir mar gayaa vo 'zeb'ko.ii bhii rang mayassar na thaa lahuu ke sivaa
shaayad ab bhii ko.ii sharar baaqii ho 'zeb'dil kii raakh se aa.nch aatii hai kam kam sii
kab hame.n apnii udaasii kii KHabar thii ai 'zeb'muskuraa.e hai.n to dekhaa hai ki dil shaad nahii.n
vo mere saamne KHanjar-ba-kaf kha.Daa thaa 'zeb'mai.n dekhtaa rahaa us ko ki be-naqaab thaa vo
phir ek naqsh kaa naira.ng 'zeb' bikhregaamire Gubaar ko phir us ne pech-o-taab diyaa
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books