SEARCH RESULTS
Showing search results for "zeb"
Nazm MATCHES FOR "zeb"
Nazm
nai tahzib
na paidaa hogii KHat-e-nasKH se shaan-e-adab-aagii.n
na nastaaliiq harf is taur se zeb-e-raqam ho.nge
Akbar Allahabadi
Nazm
KHak-e-hind
tere jabii.n se nuur-e-husn-e-azal ayaa.n hai
allaah-re zeb-o-ziinat kyaa auj-e-izz-o-shaa.n hai
Chakbast Braj Narayan
Nazm
rishwat
aap hai.n fazl-e-KHudaa-e-paak se kursii-nashii.n
intizaam-e-saltanat hai aap ke zer-e-nagii.n
Josh Malihabadi
Nazm
mujrim
chand bad-zeb se shohrat-zada insaa.n aksar
apnii daulat o saKHaavat kii numaa.ish ke liye
Shakeb Jalali
Nazm
KHatun-e-mashriq
vo bhii din aa.egaa jab tujh ko hii ai mast-e-hijaab
zeb degaa maathar-e-aulaad-e-aadam kaa KHitaab
Josh Malihabadi
Nazm
paisa
kap.Daa tan kaa bhii milaa zeb-fazaa paise kaa
jab hu.aa paise kaa ai dosto aa kar sanjog
Nazeer Akbarabadi
Nazm
shama
vo din ga.e ki qaid se mai.n aashnaa na thaa
zeb-e-daraKHt-e-tuur miraa aashiyaana thaa
Allama Iqbal
Nazm
mazdur aurten
tuu aur zeb-o-ziinat-e-alvaan-e-zar-nigaar
kyaa tere qasr-e-naaz kii hiltii nahii.n zamii.n
Jan Nisar Akhtar
Nazm
hashr ki subh daraKHshan ho maqam-e-mahmud
terii nusrat ke liye aasmaa.n koshish maqsuud
silsile tere bane.n zeb-e-jahaan-e-faanii
Adil Mansuri
Nazm
hilal-e-eid
zeb detaa hai libaas-e-nau na.e andaaz me.n
tan badan bhii hai mo.attar ye jamaal-e-eid hai
Nisar Kubra Azimabadi
Nazm
nazr-e-Khaalida
dil masarrat kii faraavaanii se diivaana hai aaj
dekhnaa ye kaun aaKHir zeb-e-Kaashana hai aaj