SEARCH RESULTS
Showing search results for "'farhat'-e-hayaat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "'farhat'-e-hayaat"
Ghazal
rah-e-hayaat me.n kaa.nTe bichhe.n ki phuul khile.n
ye shart hai tirii jaanib vo raasta jaa.e
Masooda Hayat
Ghazal
jo ek jaam 'farhat'-e-hayaat kii umiid thaa
sitam ye hai ki vo bhii kal pukaar kar liyaa gayaa
Farhat Nadir Rizwi
Ghazal
Qaisar hayat
BOOKS MATCHES FOR "'farhat'-e-hayaat"
MORE MATCHES FOR "'farhat'-e-hayaat"
Ghazal
mai.n kaise kartaa mukammal nuquush hastii ke
ruKH-e-‘hayaat’ badaltaa rahaa ufaq kii tarah
Hayat Warsi
Ghazal
ai 'hayaat' apne hii ehsaas ne ba.Dhne na diyaa
kitnaa aasaan thaa girto.n ko kuchal kar jaanaa
Hayat Warsi
Ghazal
haa.n ai 'hayaat' ham ne zamaane ke dukh sahe
phir bhii hame.n kisii se shikaayat nahii.n rahii
Hayat Amrohvi
Ghazal
haa.n ai 'hayaat' ham ne zamaane ke dukh sahe
phir bhii hame.n kisii se shikaayat nahii.n rahii
Hayat Amrohvi
Ghazal
'hayaat' kaa dam-e-aaKHir nahii.n hai jaan-e-hayaat
ye faisle kii gha.Dii hai zaraa Thahar jaa.o
Hayat Amrohvi
Sher
kis se shikva kare.n viiraanii-e-hastii kaa 'hayaat'
ham ne KHud apnii tamannaa.o.n ko jiine na diyaa
Masooda Hayat
Ghazal
kis se shikva kare.n viiraanii-e-hastii kaa 'hayaat'
ham ne KHud apnii tamannaa.o.n ko jiine na diyaa
Masooda Hayat
Ghazal
tum se chho.Dii na ga.ii raah-e-vafaa phir bhii 'hayaat'
kitne be-dard mile kitne sitamgar nikle
Masooda Hayat
Ghazal
'hayaat' dukhtii hu.ii rag ko kis ne chhe.D diyaa
uThii vo Tiis ki yaad aa gayaa KHudaa mujh ko
Masooda Hayat
Ghazal
Masooda Hayat
Ghazal
'hayaat' is liye nazm-e-kuhan ko to.D diyaa
ki aaj sirf isii me.n najaat apnii thii