SEARCH RESULTS
Showing search results for ",Ar0d"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",ar0d"
Ghazal
suuraj ke ird-gird bhaTakne se faa.eda
dariyaa hu.aa hai gum to samundar talaash kar
Nida Fazli
Ghazal
ye jo saa.e se bhaTakte hai.n hamaare ird-gird
chhuu ke un ko dekhiye to vaahima ko.ii nahii.n
Amjad Islam Amjad
Sher
ye jo saa.e se bhaTakte hai.n hamaare ird-gird
chhuu ke un ko dekhiye to vaahima ko.ii nahii.n
Amjad Islam Amjad
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ",ar0d"
Ghazal
ko.ii KHabar thii aamad-o-imkaan-e-sub.h kii
aur us ke ird-gird hisaar intizaar thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
teraa diivaan hai kyaa saamne un ke 'naasiKH'
jo ki qur.aan pe iiraad kiyaa karte hai.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
hai ird-gird ghanaa ban hare daraKHto.n kaa
khulaa hai dar kisii diivaar me.n havaa ke liye
Muneer Niyazi
Ghazal
ishq baat kartaa hai dil tavaaf kartaa hai
ird-gard phirne se aashiqii nahii.n hotii
Manzar Naqvi
Sher
Nushur Wahidi
Ghazal
'saajid' nigaah Daaliye ab ird-gard bhii
zikr-e-rumuuz ra.ng-e-asaatiir ho chukaa
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
bichhaa rahaa huu.n ka.ii jaal ird-gard tire
tujhe jaka.Dne kii KHvaahish me.n kab se baiThaa ho.n
Abdur Rahim Nashtar
Ghazal
ma.nDlaa rahaa hai aaj jo saahil ke ird-gard
tuufaan ko to tum ne ishaara nahii.n kiyaa
