SEARCH RESULTS
Showing search results for ",GFE"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",Gfe"
Nazm
mujhse pahle
phir bhii maazii kaa KHayaal aataa hai gaahe-gaahe
muddate.n dard kii lau kam to nahii.n kar saktii.n
Ahmad Faraz
Ghazal
tho.Dii sii ijaazat bhii ai bazm-gah-e-hastii
aa nikle hai.n dam-bhar ko ronaa hai rulaanaa hai
Jigar Moradabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ",Gfe"
Ghazal
dil kii gintii na yagaano.n me.n na begaano.n me.n
lekin us jalva-gah-e-naaz se uThtaa bhii nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
KHema-gaah-e-nigaah ko luuT liyaa gayaa hai kyaa
aaj ufuq ke dosh par gard kii shaal bhii nahii.n
Jaun Eliya
Nazm
sab maya hai
haa.n gaahe gaahe diid kii daulat haath aa.ii
yaa ek vo lazzat naam hai jis kaa rusvaa.ii
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
shoKH ho jaatii hai ab bhii tirii aa.nkho.n kii chamak
gaahe gaahe tire dilchasp javaabo.n kii tarah
Parveen Shakir
Nazm
saqi-nama
miraa dil mirii razm-gaah-e-hayaat
gumaano.n ke lashkar yaqii.n kaa sabaat
