SEARCH RESULTS
Showing search results for ",Gjv"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",Gjv"
Ghazal
ye mahtaab ye raat kii peshaanii kaa ghaav
aisaa zaKHm to dil par khaayaa jaa saktaa hai
Abbas Tabish
Qadir Nama
hai jaraahat aur zaKHm aur ghaav riish
bhai.ns ko kahte hai.n bhaa.ii gaav mesh
Mirza Ghalib
Nazm
tum hi kaho kya karna hai
is des ke ghaav dekhe the
thaa vedo.n par vishvaash bahut
Faiz Ahmad Faiz
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR ",Gjv"
MORE MATCHES FOR ",Gjv"
Ghazal
Pirzada Qasim
Ghazal
kaTii hu.ii hai zamii.n koh se samundar tak
milaa hai ghaav ye dariyaa ko raasta de kar
Adeem Hashmi
Ghazal
aa.nkh aa.iino.n kii hairat nahii.n jaatii ab tak
hijr kaa ghaav bhii us ne diyaa pahle pahle
Kishwar Naheed
Ghazal
sab chaa.ndnii se KHush hai.n kisii ko KHabar nahii.n
phaahaa hai maahtaab kaa garduu.n ke ghaav par
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
Kushal Dauneriya
Ghazal
tamaam jism hii ghaayal thaa ghaav aisaa thaa
ko.ii na jaan sakaa rakh-rakhaa.o kaisaa thaa
Krishn Bihari Noor
Hindi Ghazal
giraa mai.n kahii.n to akele me.n royaa
gayaa dard se ghaav bhar dhiire dhiire