SEARCH RESULTS
Showing search results for ",PHRz"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",pHrz"
Nazm
aurat
farz kaa bhes badaltii hai qazaa tere liye
qahr hai terii har ik narm adaa tere liye
Kaifi Azmi
Sher
un kaa jo farz hai vo ahl-e-siyaasat jaane.n
meraa paiGaam mohabbat hai jahaa.n tak pahu.nche
Jigar Moradabadi
Ghazal
Jaun Eliya
PAGE MATCHES FOR ",pHrz"
MORE MATCHES FOR ",pHrz"
Sher
Zehra Nigaah
Ghazal
ishq hai apnaa paa.edaar terii vafaa hai ustuvaar
ham to halaak-e-varzish-e-farz-e-muhaal ho ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
pahle haqiiqato.n hii se matlab thaa aur ab
ek aadh baat farz bhii karne lagaa huu.n mai.n
Jan Nisar Akhtar
Nazm
zohd aur rindi
farmaayaa shikaayat vo mohabbat ke sabab thii
thaa farz miraa raah sharii.at kii dikhaanii
Allama Iqbal
Ghazal
kuchh apnaa farz pyaar tiraa fikr-e-rozgaar
kitne hii vaardaat me.n uljhaa hu.aa huu.n mai.n
Jahangeer nayab
Ghazal
kyaa farz hai ki sab mirii baate.n qubuul hai.n
sun sun ke kuchh na maaniye kuchh maan jaa.iye
Dagh Dehlvi
Ghazal
ho gayaa farz mujhe shauq kaa daftar likhnaa
jab mire haath ko.ii KHaama-e-faulaad aayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
miraa to farz chaman-bandi-e-jahaa.n hai faqat
mirii balaa se bahaar aa.e yaa KHizaa.n guzre