SEARCH RESULTS
Showing search results for ",Ti6L"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",Ti6l"
Nazm
saqi-nama
KHudii kaa nasheman tire dil me.n hai
falak jis tarah aa.nkh ke til me.n hai
Allama Iqbal
Sher
shah-zor apne zor me.n girtaa hai misl-e-barq
vo tifl kyaa giregaa jo ghuTno.n ke bal chale
Mirza Azeem Beg 'Azeem'
Mazahiya
tifl me.n buu aa.e kyaa maa.n baap ke atvaar kii
duudh to Dibbe kaa hai ta.aliim hai sarkaar kii
Akbar Allahabadi
MORE MATCHES FOR ",Ti6l"
Sher
ab mai.n samjhaa tire ruKHsaar pe til kaa matlab
daulat-e-husn pe darbaan biThaa rakkhaa hai
Unknown
Ghazal
Rehman Faris
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
zindagii kii auj-gaaho.n se utar aate hai.n ham
sohbat-e-maadar me.n tifl-e-saada rah jaate hai.n ham