SEARCH RESULTS
Showing search results for ",lokh"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",lokh"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kitne aish se rahte ho.nge kitne itraate ho.nge
jaane kaise log vo ho.nge jo us ko bhaate ho.nge
Jaun Eliya
MORE MATCHES FOR ",lokh"
Sher
mai.n akelaa hii chalaa thaa jaanib-e-manzil magar
log saath aate ga.e aur kaarvaa.n bantaa gayaa
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
kitnii dilkash ho tum kitnaa dil-juu huu.n mai.n
kyaa sitam hai ki ham log mar jaa.e.nge
Jaun Eliya
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
vo din ki jis kaa va.ada hai
jo lauh-e-azal me.n likhkhaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Sher
hazaaro.n kaam mohabbat me.n hai.n maze ke 'daaG'
jo log kuchh nahii.n karte kamaal karte hai.n
Dagh Dehlvi
Nazm
jawab-e-shikwa
kii mohammad se vafaa tuu ne to ham tere hai.n
ye jahaa.n chiiz hai kyaa lauh-o-qalam tere hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
ye kaun log hai.n maujuud terii mahfil me.n
jo laalacho.n se tujhe mujh ko jal ke dekhte hai.n