SEARCH RESULTS
Showing search results for "آئینہ"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "آئینہ"
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
Bashir Badr
PAGE MATCHES FOR "آئینہ"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "آئینہ"
Ghazal
kyaa ko.ii na.ii baat nazar aatii hai ham me.n
aa.iina hame.n dekh ke hairaan saa kyuu.n hai
Shahryar
Ghazal
sunaa hai aa.ina timsaal hai jabii.n us kii
jo saada dil hai.n use ban-sa.nvar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Sher
aa.iina kyuu.n na duu.n ki tamaashaa kahe.n jise
aisaa kahaa.n se laa.uu.n ki tujh saa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Nazm
ek aarzu
paanii ko chhuu rahii ho jhuk jhuk ke gul kii Tahnii
jaise hasiin ko.ii aa.iina dekhtaa ho
Allama Iqbal
Ghazal
tanhaa.iyo.n ne to.D dii ham dono.n kii anaa!
aa.iina baat karne pe majbuur ho gayaa
Bashir Badr
Ghazal
zindagii ham tire daaGo.n se rahe sharminda
aur tuu hai ki sadaa aa.iina-KHaane maa.nge
Ahmad Faraz
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Sher
dil kii bisaat kyaa thii nigaah-e-jamaal me.n
ik aa.iina thaa TuuT gayaa dekh-bhaal me.n