SEARCH RESULTS
Showing search results for "اندھیروں"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "اندھیروں"
Ghazal
supurd kar ke use chaa.ndnii ke haatho.n me.n
mai.n apne ghar ke a.ndhero.n ko lauT aa.uu.ngii
Parveen Shakir
Nazm
dosti ka hath
ab un kii tiira-nasiibii charaaG chaahtii hai
jo log nisf sadii tak rahe a.ndhero.n me.n
Ahmad Faraz
Sher
in a.ndhero.n se pare is shab-e-Gam se aage
ik na.ii sub.h bhii hai shaam-e-alam se aage
Ishrat Qadri
Hindi Ghazal
mai.n be-panaah a.ndhero.n ko sub.h kaise kahuu.n
mai.n in nazaaro.n kaa andhaa tamaashbiin nahii.n
Dushyant Kumar
PAGE MATCHES FOR "اندھیروں"
MORE MATCHES FOR "اندھیروں"
Ghazal
in a.ndhero.n se hii suuraj kabhii niklegaa 'naziir'
raat ke saa.e zaraa aur nikhar jaane de
Nazeer Baaqri
Ghazal
mai.n saarii umr a.ndhero.n me.n kaaT saktaa huu.n
mire diyo.n ko magar raushnii paraa.ii na de
Meraj Faizabadi
Nazm
hamare ustad
to.D dete hai.n jahaalat ke a.ndhero.n kaa tilism
ilm kii sham.a jalaate hai.n hamaare ustaad