SEARCH RESULTS
Showing search results for "بجلیاں"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "بجلیاں"
Nazm
jawab-e-shikwa
bijliyaa.n jis me.n ho.n aasuuda vo KHirman tum ho
bech khaate hai.n jo aslaaf ke madfan tum ho
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "بجلیاں"
MORE MATCHES FOR "بجلیاں"
Sher
Bashir Badr
Ghazal
'siimaab' be-ta.Dap sii ta.Dap hijr-e-yaar me.n
kyaa bijliyaa.n bharii hai.n dil-e-be-qaraar me.n
Seemab Akbarabadi
Sher
idhar falak ko hai zid bijliyaa.n giraane kii
udhar hame.n bhii hai dhun aashiyaa.n banaane kii
Unknown
Nazm
ek rah-guzar par
shabaab jis se taKHayyul pe bijliyaa.n barse.n
vaqaar jis kii rafaaqat ko shoKHiyaa.n tarse.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Syed sadiq husain
Ghazal
vo jin ke saa.e se bhii bijliyaa.n laraztii thii.n
mirii nazar se kuchh aise bhii aashiyaa.n guzre
Jigar Moradabadi
Nazm
shama aur shair
وسعت گردوں ميں تھي ان کي تڑپ نظارہ سوز
بجلياں آسودہء دامان خرمن ہوگئيں
Allama Iqbal
Mazahiya
aatish-e-husn se taqve ko jalaane vaalii
bijliyaa.n lutf-e-tabassum se giraane vaalii
Akbar Allahabadi
Nazm
ramaen ka ek sin
kuchh ban nahii pa.Daa jo nasiibe biga.D ga.e
vo bijliyaa.n girii.n ki bhare ghar uja.D ga.e