SEARCH RESULTS
Showing search results for "بسایا"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "بسایا"
Nazm
shikwa
tere ka.abe ko jabiino.n se basaayaa ham ne
tere qur.aan ko siino.n se lagaayaa ham ne
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
mere ka.abe ko jabiino.n se basaayaa kis ne
mere qur.aan ko siino.n se lagaayaa kis ne
Allama Iqbal
Ghazal
ye nayaa shahr to hai KHuub basaayaa tum ne
kyuu.n puraanaa hu.aa viiraan zaraa dekh to lo
Javed Akhtar
Sher
dil kii taraf 'shakiil' tavajjoh zaruur ho
ye ghar uja.D gayaa to basaayaa na jaa.egaa
Shakeel Badayuni
PAGE MATCHES FOR "بسایا"
BOOKS MATCHES FOR "بسایا"
MORE MATCHES FOR "بسایا"
Tanz-o-Mazah
Mushtaq Ahmad Yusufi
Ghazal
tuu miraa kufr bhii hai tuu miraa iimaan bhii hai
tuu ne luuTaa hai mujhe tuu ne basaayaa hai mujhe
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
wo bagh mein mera muntazir tha
pahnaa gahraa basantii jo.Daa
aur itr-e-suhaag me.n basaayaa
Parveen Shakir
Ghazal
dil markaz-e-hijaab banaayaa na jaa.egaa
un se bhii raaz-e-ishq chhupaayaa na jaa.egaa
Shakeel Badayuni
Nazm
Sar-guzisht-e-adam
nikaalaa kaabe se patthar kii muurato.n ko kabhii
kabhii buto.n ko banaayaa haram-nashii.n mai.n ne
Allama Iqbal
Nazm
muslim umma ka America se shikwa
jackson-heights kii galiyo.n ko basaayaa ham ne
coney-island kii ziinat ko ba.Dhaayaa ham ne