SEARCH RESULTS
Showing search results for "جائیے"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "جائیے"
Ghazal
ab us ke shahr me.n Thahre.n ki kuuch kar jaa.e.n
'faraaz' aa.o sitaare safar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
pa.Diye gar biimaar to ko.ii na ho tiimaardaar
aur agar mar jaa.iye to nauha-KHvaa.n ko.ii na ho
Mirza Ghalib
PAGE MATCHES FOR "جائیے"
MORE MATCHES FOR "جائیے"
Sher
jaate jaate aap itnaa kaam to kiije miraa
yaad kaa saaraa sar-o-saamaa.n jalaate jaa.iye
Jaun Eliya
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
terii aa.nkho.n ke sivaa duniyaa me.n rakkhaa kyaa hai
tuu jo mil jaa.e to taqdiir niguu.n ho jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
hijr kii aa.nkho.n se aa.nkhe.n to milaate jaa.iye
hijr me.n karnaa hai kyaa ye to bataate jaa.iye
Jaun Eliya
Sher
aql kahtii hai dobaara aazmaanaa jahl hai
dil ye kahtaa hai fareb-e-dost khaate jaa.iye
Mahirul Qadri
Ghazal
zindagii kii har kahaanii be-asar ho jaa.egii
ham na ho.nge to ye duniyaa dar-ba-dar ho jaa.egii