SEARCH RESULTS
Showing search results for "جزیرہ"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "جزیرہ"
Ghazal
rote ho ik jaziira-e-jaa.n ko 'faraaz' tum
dekho to kitne shahr samundar ke ho ga.e
Ahmad Faraz
Ghazal
zikr karte hai.n tiraa naam nahii.n lete hai.n
ham samundar ko jaziira nahii.n hone dete
Meraj Faizabadi
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
jaziira-numaa
जज़ीरा-नुमाجزیرہ نُما
peninsula, a piece of land almost surrounded by water or projecting out into a body of water
MORE MATCHES FOR "جزیرہ"
Ghazal
vahii.n pahu.nch ke giraa.e.nge baadbaa.n ab to
vo duur ko.ii jaziira dikhaa.ii detaa hai
Shakeb Jalali
Ghazal
ek jaziira us ke aage piichhe saat samundar
saat samundar paar sunaa hai ek KHazaana hai
Iftikhar Arif
Short story
Intizar Hussain
Ghazal
chho.D aayaa huu.n havaa.o.n kii nigahbaanii me.n
vo samundar vo jaziira vo KHazaana mire dost
Faisal Ajmi
Ghazal
zanjiir hai jaziira hai yaa shaaKH-e-be-samar
ab kaun sii lakiir salaamat hai haat kii
Parveen Shakir
Ghazal
jaa.o maujo merii manzil kaa pata kyaa puuchhtii ho
ik jaziira duur uftaada samundar me.n akelaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
yahaa.n pe ko.ii bachaane tumhe.n na aa.egaa
samundaro.n ne jaziira banaa ke rakkhaa hai