SEARCH RESULTS
Showing search results for "خواست_گار"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "خواست_گار"
Ghazal
kis dushman-e-jaa.n kii aarzuu hai
jo maut ke KHvaast-gaar hai.n ham
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
nafrat hai vaise gar tujhe inkaar hii sahii
ye kyaa ki KHvaast-gaar kabhii hai kabhii nahii.n
Ranj Hyderabadi
Ghazal
KHudaa kaa shukr ki har chiiz us ne baKHshii hai
magar maziid 'inaayat kaa KHvaast-gaar bhii mai.n
Khan Ateeq Afridi
MORE MATCHES FOR "خواست_گار"
Mazahiya
Altaf Hussain Hali
Ghazal
vo dil ko dekhtaa hai na a.amaal-e-zaahirii
lailaa ke KHvaast-gaar ko mahmil se kyaa Garaz
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
ab is se kyaa tumhe.n thaa yaa umiid-vaar na thaa
tumhaare vasl kaa tum se to KHvaast-gaar na thaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
haa.n kaun dars-e-ishq-e-junuu.n kaa hai KHvaast-gaar
aa.e ki har sabaq ko bhulaa.e hu.e hai.n ham
Josh Malihabadi
Ghazal
Shyam Sunder Lal Barq
Ghazal
us chiiz kii tarah hai na ho.n jis ke KHvaast-gaar
vo shaKHs jis me.n quvvat-e-'azm-o-'amal nahii.n