SEARCH RESULTS
Showing search results for "دل_فریب"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "دل_فریب"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "دل_فریب"
Ghazal
naadaan dil-fareb mohabbat na khaa kabhii
duniyaa me.n kis ne kii hai kisii se vafaa kabhii
Rifat Sultan
Ghazal
jalvo.n ke dil-fareb nazaare nazar me.n hai.n
dariyaa-e-rang-o-nuur ke dhaare nazar me.n hai.n
Inam Thanvi
Ghazal
qadam qadam pe yahaa.n dil-fareb dhokaa hai
isii fareb-e-musalsal kaa naam duniyaa hai
Raushan Laal Raushan
Ghazal
raate.n vo dil-fareb bahaare.n vo KHvaab kii
piirii me.n yaad aa.ii hai.n baate.n shabaab kii
Zabt Sitapuri
Sher
har dil-fareb chiiz nazar kaa Gubaar hai
aa.nkhe.n hasiin ho.n to KHizaa.n bhii bahaar hai
Abdul Hamid Adam
Sher
ye husn-e-dil-fareb ye aalam shabaab kaa
goyaa chhalak rahaa hai piyaala sharaab kaa
Asar Sahbai
Ghazal
ye dil fareb-e-tamannaa me.n be-qaraar kiyaa
yahii hai jurm jise ham ne baar-baar kiyaa
Saba Alam Shah
Ghazal
KHaana-KHaraab mujh se chhupaave hai kyuu.n bataa
dekhuu.n vo kaun hai tiraa dam-saaz dil-fareb
Lutfunnisa Imtiyaz
Nazm
yaad-goi
griishm kii dil-fareb raatrii
kyaa ho.D lagaa kar khile hai.n amaltaas aur madhu-maaltii