SEARCH RESULTS
Showing search results for "سجدے"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "سجدے"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
mujhe maante sab aisaa ki aduu bhii sajde karte
dar-e-yaar ka.aba bantaa jo miraa mazaar hotaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ka.abe hii me.n har sajde ko kahte hai.n ibaadat
mai-KHaane me.n har jaam ko saaGar nahi.n kahte
Bismil Saeedi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "سجدے"
Ghazal
shaiKH kartaa to hai masjid me.n KHudaa ko sajde
us ke sajdo.n me.n asar ho ye zaruurii to nahii.n
Khamosh Ghazipuri
Sher
Munawwar Rana
Marsiya
KHanjar kamar se khii.nch ke aage ba.Dhaa lii.n
the qibla-ruu jhuke hu.e sajde me.n shaah-e-dii.n
Meer Anees
Ghazal
peshaanii ko sajde bhii ataa kar mire maulaa
aa.nkho.n se to ye qarz adaa ho nahii.n saktaa
Munawwar Rana
Hindi Ghazal
Dushyant Kumar
Sher
Dushyant Kumar
Nazm
namaz
ye ek sajda jise tuu giraa.n samajhtaa hai
hazaar sajde se detaa hai aadmii ko najaat
Allama Iqbal
Ghazal
yuu.n takabbur na karo ham bhii hai.n bande us ke
sajde but karte hai.n haamii jo KHudaa hotaa hai