SEARCH RESULTS
Showing search results for "صاحب_ادراک"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "صاحب_ادراک"
Sher
har shaKHs yahaa.n saahib-e-idraak nahii.n hai
har shaKHs ko tum saahib-e-idraak na kahnaa
Rana Gannauri
Sher
un kii maanind ko.ii saahab-e-idraak kahaa.n
jo farishte nahii.n samjhe vo bashar samjhe hai.n
Fazal Husain Sabir
Ghazal
hai zauq-e-tajallii bhii isii KHaak me.n pinhaa.n
Gaafil tuu niraa saahib-e-idraak nahii.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
ab zamaane me.n rahe saahib-e-idraak kahaa.n
pesh hai.n saamne phuslaa.e hu.e ye chehre
Shiv Om Misra Anvar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "صاحب_ادراک"
Ghazal
un kii maanind ko.ii saahab-e-idraak kahaa.n
jo farishte nahii.n samjhe vo bashar samjhe hai.n
Fazal Husain Sabir
Ghazal
zamaana kahtaa rahaa jis ko umr bhar ahmaq
vo shaKHs saahab-e-idraak ho gayaa kaise
Qurban Aatish
Sher
zamaana aql ko samjhaa hu.aa hai mish.al-e-raah
kise KHabar ki junuu.n bhii hai saahib-e-idraak
Allama Iqbal
Ghazal
in ko bhii samajhnaa hai abhii saahab-e-idraak
hote hai.n haqaa.eq bhii to aKHbaar ke aage
Quaiser Khalid
Ghazal
itnaa na ha.nso saahab-e-idraak bahut hai.n
aahista chalo log tah-e-KHaak bahut hai.n
Ataur Rahman Jameel
Ghazal
dekh to rang tamannaa.o.n kii betaabii ke
kal fanaa hai magar ai saahab-e-idraak na kah
Zia Jalandhari
Ghazal
taa-abad ziist rahegii yuu.nhii barbaad-e-KHirad
gar junuu.n saahib-e-idraak nahii.n ho saktaa
Shafeeq Barelvi
Ghazal
ye inqilaab-e-vaqt kaa e.ajaaz dekhiye
ahl-e-junuu.n bhii saahab-e-idraak ho ga.e
Muslim Ansari
Ghazal
zamaana aql ko samjhaa hu.aa hai mish.al-e-raah
kise KHabar ki junuu.n bhii hai saahib-e-idraak
Allama Iqbal
Ghazal
aate hii bazm-e-vaaz se chalte bane 'hafiiz'
do harf sun ke saahib-e-idraak ho ga.e