SEARCH RESULTS
Showing search results for "صف"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "صف"
Nazm
shikwa
ek hii saf me.n kha.De ho ga.e mahmuud o ayaaz
na ko.ii banda rahaa aur na ko.ii banda-navaaz
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
jaa ke hote hai.n masaajid me.n saf-aaraa to Gariib
zahmat-e-roza jo karte hai.n gavaaraa to Gariib
Allama Iqbal
Ghazal
raat mujrim thii daaman bachaa le ga.ii
din gavaaho.n kii saf me.n kha.Daa rah gayaa
Waseem Barelvi
PAGE MATCHES FOR "صف"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "صف"
Ghazal
kyaa qayaamat hai ki jin ke naam par paspaa hu.e
un hii logo.n ko muqaabil me.n saf-aaraa dekhnaa
Parveen Shakir
Ghazal
ham se chhinaa hai naaf-piyaala tiraa miyaa.n
goyaa azal se ham saf-e-lab-tishnagaa.n ke the
Jaun Eliya
Ghazal
Shabeena Adeeb
Marsiya
riish-e-moKHazzab aur ye ruKH-e-shaah-e-bahr o bar
paidaa hai.n saaf ma.anii-e-val-lailo-o-val-qamar
Meer Anees
Ghazal
dil me.n hai yaar kii saf-e-mizhgaa.n se ruu-kashii
haalaa.nki taaqat-e-KHalish-e-KHaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Marsiya
वा है कमर-ए-चर्ख़ से जौज़ा का कमर-बंद
सय्यारे हैं ग़लताँ सिफ़त-ए-ताइर-ए-पुर-बंद
Mirza Salaamat Ali Dabeer
Nazm
mauzu-e-suKHan
maut aur ziist kii rozaana saf-aaraa.ii me.n
ham pe kyaa guzregii ajdaad pe kyaa guzrii hai?












