SEARCH RESULTS
Showing search results for "فاختہ"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "فاختہ"
Ghazal
faaKHta kii majbuurii ye bhii kah nahii.n saktii
kaun saa.np rakhtaa hai us ke aashiyaane me.n
Bashir Badr
Nazm
dosti ka hath
na khil sake kisii jaanib mohabbato.n ke gulaab
na shaaKH-e-amn liye faaKHta ko.ii aa.ii
Ahmad Faraz
Short story
Saadat Hasan Manto
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "فاختہ"
Ghazal
nii.nd kii faaKHta sahmii hu.ii hai aa.nkho.n me.n
tiir yaado.n kii kamii.n-gaaho.n se phir aa.e.nge
Bashir Badr
Ghazal
uqaab ko thii Garaz faaKHta paka.Dne se
jo gir ga.ii to yuu.nhii niim-jaan chho.D gayaa
Parveen Shakir
Nazm
pahli aawaz
duur ik faaKHta bolii hai bahut duur kahii.n
pahlii aavaaz mohabbat kii sunaa.ii dii hai
Ahmad Faraz
Ghazal
udaas ho ga.ii ek faaKHta chahaktii hu.ii
kisii ne qatl kiyaa hai ye intiqaal nahii.n
Bashir Badr
Ghazal
vo faaKHta jo mujhe dekhte hii u.Dtii thii
ba.De saliiqe se bachcho.n me.n aa ke baiTh ga.ii
Munawwar Rana
Ghazal
ai faaKHta us sarv-e-sahii qad kaa huu.n shaidaa
kuu-kuu kii sadaa mujh ko sunaanaa nahii.n achchhaa