SEARCH RESULTS
Showing search results for "لقب"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "لقب"
Ghazal
maa.nge-taa.nge kii qabaa.e.n der tak rahtii nahii.n
yaar logo.n ke laqab-alqaab mat dekhaa karo
Ahmad Faraz
Ghazal
ham pe haakim kaa ko.ii hukm nahii.n chaltaa hai
ham qalandar hai.n shahanshaah laqab karte hai.n
Rahat Indori
Marsiya
khaa.ii qasam KHudaa ne isii sub.h o shaam kii
kis mu.nh se kiijiye lab-e-jaan-baKHsh kaa bayaa.n
Meer Anees
Marsiya
ख़ुरशीद-ए-फ़लक पर तव-ए-आरिज़ का लक़ब है
ये क़ुदरत-ए-रब क़ुदरत-ए-रब क़ुदरत-ए-रब है
Mirza Salaamat Ali Dabeer
PAGE MATCHES FOR "لقب"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "لقب"
Nazm
shama aur shair
مجھ کو جو موج نفس ديتي ہے پيغام اجل
لب اسي موج نفس سے ہے نوا پيرا ترا
Allama Iqbal
Short story
Saadat Hasan Manto
Naat
vo nabiyo.n me.n rahmat laqab paane vaalaa
muraade.n Gariibo.n kii bar laane vaalaa
Altaf Hussain Hali
Ghazal
na jaane kitne laqab de rahaa hai dil tum ko
huzuur jaan-e-vafaa aur ham-navaa saahab
Indira Varma
Ghazal
un ko na pukaaro Gam-e-dauraa.n ke laqab se
jo dard kisii naam se mansuub rahe hai.n