SEARCH RESULTS
Showing search results for "موقوف"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "موقوف"
Sher
dene vaale kii mashiyyat pe hai sab kuchh mauquuf
maa.ngne vaale kii haajat nahii.n dekhii jaatii
Parveen Shakir
Ghazal
ek ha.ngaame pe mauquuf hai ghar kii raunaq
nauha-e-Gam hii sahii naGma-e-shaadii na sahii
Mirza Ghalib
Ghazal
bas ik nigaah pe hai dil kaa faisla mauquuf
bas ik nigaah me.n qissa tamaam hotaa hai
Peer Nasiruddin Shah Naseer
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "موقوف"
Ghazal
kaar-e-faryaad-o-fuGaa.n kis liye mauquuf hu.aa
tere kuuche me.n tire baa-hunro.n ke hote
Jaun Eliya
Qita
suruur chiiz kii miqdaar par nahii.n mauquuf
sharaab kam hai to saaqii nazar milaa ke pilaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
aavaara o majnuu.n hii pe mauquuf nahii.n kuchh
milne hai.n abhii mujh ko KHitaab aur ziyaada
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
dene vaale kii mashiyyat pe hai sab kuchh mauquuf
maa.ngne vaale kii haajat nahii.n dekhii jaatii
Parveen Shakir
Tanz-o-Mazah
Aale Ahmad Suroor
Short story
Saadat Hasan Manto
Nazm
ramaen ka ek sin
lekin jo phuul khilte hai.n sahraa me.n be-shumaar
mauquuf kuchh riyaaz pe un kii nahii bahaar
Chakbast Braj Narayan
Sher
sirf alfaaz pe mauquuf nahii.n lutf-e-suKHan
aa.nkh KHaamosh agar hai to zabaa.n kuchh bhii nahii.n