SEARCH RESULTS
Showing search results for "پوشاک"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "پوشاک"
Ghazal
bazm-e-anjum me.n qabaa KHaak kii pahnii mai.n ne
aur mirii saarii faziilat isii poshaak se hai
Parveen Shakir
Ghazal
apnii poshaak se hushyaar ki KHuddaam-e-qadiim
dhajjiyaa.n maa.ngte hai.n apne garebaano.n kii
Ahmad Nadeem Qasmi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "پوشاک"
Ghazal
amiir-e-shahr tirii tarah qiimtii poshaak
mirii galii me.n bhikaarii pahan ke aate hai.n
Rahat Indori
Ghazal
apnii poshaak ke chhin jaane pe afsos na kar
sar salaamat nahii.n rahte yahaa.n dastaar ke biich
Mohsin Naqvi
Nazm
ek makDa aur makkhi
ye husn ye poshaak ye KHuubii ye safaa.ii
phir us pe qayaamat hai ye u.Dte hu.e gaanaa
Allama Iqbal
Ghazal
rakkhuu.n mai.n kaise aaKHir zaKHmo.n pe apne marham
har Gam mire badan kii poshaak ho gayaa hai
Fauzia Mughal
Nazm
hubb-e-watan
pahno jab ko.ii umda tum poshaak
karo daaman se taa garebaa.n chaak