SEARCH RESULTS
Showing search results for "پہاڑ"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "پہاڑ"
Ghazal
dariyaa ho yaa pahaa.D ho Takraanaa chaahiye
jab tak na saa.ns TuuTe jiye jaanaa chaahiye
Nida Fazli
Nazm
saqi-nama
subuk us ke haatho.n me.n sa.ng-e-giraa.n
pahaa.D us kii zarbo.n se reg-e-ravaa.n
Allama Iqbal
Ghazal
dar-e-fasiil khulaa yaa pahaa.D sar se haTaa
mai.n ab girii hu.ii galiyo.n ke marg-zaar me.n huu.n
Muneer Niyazi
MORE MATCHES FOR "پہاڑ"
Nazm
tariq ki dua
simaT kar pahaa.D un kii haibat se raa.ii
do-aalam se kartii hai begaana dil ko
Allama Iqbal
Ghazal
mujh ko thakne nahii.n detaa ye zaruurat kaa pahaa.D
mere bachche mujhe buu.Dhaa nahii.n hone dete
Meraj Faizabadi
Sher
Yagana Changezi
Ghazal
simaT ke rah ga.e aaKHir pahaa.D se qad bhii
zamii.n se har ko.ii uu.nchaa dikhaa.ii detaa hai
Shakeb Jalali
Nazm
ek pahaD aur gilahri
ko.ii pahaa.D ye kahtaa thaa ik gilahrii se
tujhe ho sharm to paanii me.n jaa ke Duub mare
Allama Iqbal
Ghazal
din hii pahaa.D hai shab-e-Gam kyaa ho kyaa na ho
ghabraa rahe hai.n aaj sar-e-shaam hii se ham
Bismil Azimabadi
Qadir Nama
yaarah kahte hai.n ka.De ko ham se puuchh
paa.D hai taalaar ik aalam se puuchh