SEARCH RESULTS
Showing search results for "گناہ"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "گناہ"
Ghazal
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
Faiz Ahmad Faiz
PAGE MATCHES FOR "گناہ"
MORE MATCHES FOR "گناہ"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
had chaahiye sazaa me.n uquubat ke vaaste
aaKHir gunaahgaar huu.n kaafar nahii.n huu.n mai.n
Mirza Ghalib
Sher
yuu.n zindagii guzaar rahaa huu.n tire baGair
jaise ko.ii gunaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Sher
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
magar zulm ke KHilaf
zaalim ke lab pe zikr bhii in kaa gunaah hai
phaltii nahii.n hai shaaKH-e-sitam is zamiin par
Sahir Ludhianvi
Ghazal
dil me.n kisii ke raah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
kitnaa hasii.n gunaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Sher
iqraar hai ki dil se tumhe.n chaahte hai.n ham
kuchh is gunaah kii bhii sazaa hai tumhaare paas
Hasrat Mohani
Marsiya
shamshiir-e-shimr aur mohammad kii bosa-gaah
jis par rasuul ho.nTo.n ko malte ho.n pyaar se