SEARCH RESULTS
Showing search results for "अफ़साना"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "अफ़साना"
Sher
vo afsaana jise anjaam tak laanaa na ho mumkin
use ik KHuub-suurat mo.D de kar chho.Dnaa achchhaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHub-surat moD
ta'alluq bojh ban jaa.e to us ko to.Dnaa achchhaa
vo afsaana jise anjaam tak laanaa na ho mumkin
Sahir Ludhianvi
Nazm
raqib se!
jis kii ulfat me.n bhulaa rakkhii thii duniyaa ham ne
dahr ko dahr kaa afsaana banaa rakkhaa thaa
Faiz Ahmad Faiz
MORE MATCHES FOR "अफ़साना"
Ghazal
yaad use bhii ek adhuuraa afsaana to hogaa
kal raste me.n us ne ham ko pahchaanaa to hogaa
Javed Akhtar
Sher
dafn kar saktaa huu.n siine me.n tumhaare raaz ko
aur tum chaaho to afsaana banaa saktaa huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Sher
Bashir Badr
Ghazal
log har baat kaa afsaana banaa dete hai.n
ye to duniyaa hai mirii jaa.n ka.ii dushman ka.ii dost
Ahmad Faraz
Ghazal
ye umr, ye barsaat, ye bhiigii hu.i raate.n
in raato.n ko afsaana banaane ke liye aa
Talib Baghpati
Sher
sun to sahii jahaa.n me.n hai teraa fasaana kyaa
kahtii hai tujh ko KHalq-e-KHudaa Gaa.ebaana kyaa