SEARCH RESULTS
Showing search results for "अमीर-ए-शहर"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "अमीर-ए-शहर"
Sher
amiir-e-shahr ke taaqo.n me.n jalne vaale charaaG
ujaale kitne gharo.n ke sameT laate hai.n
Unknown
Sher
amiir-e-shahr kaa dil ta.ng ho gayaa varna
qadam qadam pe yahaa.n miir zauq Gaalib hai.n
Unknown
BOOKS MATCHES FOR "अमीर-ए-शहर"
MORE MATCHES FOR "अमीर-ए-शहर"
Sher
Naseem Ansari
Ghazal
amiir-e-shahr tujhe kab dhiyaan meraa hai
na.ii sa.Dak pe puraanaa makaan meraa hai
Hashim Raza Jalalpuri
Ghazal
amiir-e-shahr ko jhuk kar salaam karte rahe
tamaam umr Gulaamii Gulaam karte rahe
Maikash Amrohvi
Sher
amiir-e-shahr kii tho.Dii sii kajravii ke sabab
Gariib-e-shahr ne dekhe hai.n alamiye kitne
Masood Tanha
Ghazal
amiir-e-shahr ke aa.ngan me.n jab ujaale hu.e
na jaane kitne gharo.n ke charaaG kaale hu.e
Sanjay Mishra Shauq
Sher
qatl amiir-e-shahr kaa laaDlaa beTaa kar gayaa
jurm magar Gariib ke laKHt-e-jigar ke sar gayaa
Mirza Shariq Laharpuri
Ghazal
amiir-e-shahr kii chaukhaT pe jaa ke lauT aayaa
Gariib-e-vaqt a.nguuThaa dikhaa ke lauT aayaa
Ahmad Kamal Hashmi
Ghazal
amiir-e-shahr is ik baat se KHafaa hai bahut
ki shahr bhar me.n sag-e-dard chiiKHtaa hai bahut
Zafar Sahbai
Ghazal
qatl amiir-e-shahr kaa laaDlaa beTaa kar gayaa
jurm magar Gariib ke laKHt-e-jigar ke sar gayaa
Mirza Shariq Laharpuri
Ghazal
ho vo amiir-e-shahr ki bhuukaa faqiir ho
KHush-baKHt use kahe.nge jo raushan zamiir ho