SEARCH RESULTS
Showing search results for "अहल-ए-किताब"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "अहल-ए-किताब"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "अहल-ए-किताब"
Ghazal
kho chukii saarii basiirat so chuke ahl-e-kitaab
aasmaano.n se ko.ii taaza payaam aayaa to kyaa
Aatif Waheed Yasir
Ghazal
nikal rahe hai.n abu-jehl hii ke rishte-daar
kisii zamaane me.n ahl-e-kitaab the lekin
Hina Rizvi
Ghazal
mai.n chuntii rahtii huu.n ehsaas se gu.ndhe hu.e lafz
du.aa karo ki mai.n ahl-e-kitaab ho jaa.uu.n
Alizey Najaf
Ghazal
kitaabii chehra jo dekhaa to ba.Dh ke chuum liyaa
adab ke naam pe ahl-e-kitaab kyaa karte
Abid Akhtar
Ghazal
jahaan-e-ilm kaa baab-e-nisaab hote hu.e
bhaTak rahaa huu.n mai.n ahl-e-kitaab hote hu.e
Adeel Zaidi
Sher
hotaa hai saaf ruu-e-kitaabii se ye ayaa.n
kaafir hai go vo but magar ahl-e-kitaab hai
Ranjoor Azimabadi
Ghazal
janaab-e-'shaan' ye zarra-navaazii kis kii hai
jo be-zabaa.n thaa vo ahl-e-kitaab kaise hu.aa