SEARCH RESULTS
Showing search results for "अहल-ए-दिल"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "अहल-ए-दिल"
Sher
apnaa zamaana aap banaate hai.n ahl-e-dil
ham vo nahii.n ki jin ko zamaana banaa gayaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Sher
nigaah chaahiye bas ahl-e-dil faqiiro.n kii
buraa bhii dekhuu.n to mujh ko bhalaa nazar aa.e
Anis Dehlavi
Sher
ahl-e-dil ke darmiyaa.n the 'miir' tum
ab suKHan hai sho.abada-kaaro.n ke biich
Obaidullah Aleem
PAGE MATCHES FOR "अहल-ए-दिल"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "अहल-ए-दिल"
Ghazal
sajda-gaah-e-ahl-e-dil ba.ad-e-fanaa ho jaa.iye
saf.ha-e-hastii pe ik naqsh-e-vafaa ho jaa.iye
Hirman Khairabadi
Short story
Khaqan Sajid
Sher
ahl-e-dil ne kabhii maKHluut hukuumat na banaa.ii
aql vaalo.n ne bhii be-shart himaayat nahii.n dii
Farhat Ehsas
Ghazal
rasaa.ii ahl-e-dil kii hai jahaa.n tak
KHirad vaale na pahu.nche.nge vahaa.n tak
Shariq Merthi
Sher
ahl-e-dil ne kiye ta.amiir haqiiqat ke sutuu.n
ahl-e-duniyaa ko rivaayaat pe ronaa aayaa
Zaki kakorvi
Ghazal
ahl-e-dil gar jahaa.n se uThtaa hai
ik jahaa.n jism o jaa.n se uThtaa hai