SEARCH RESULTS
Showing search results for "क़फ़स-ए-मुर्ग़-ए-गिरफ़्तार"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "क़फ़स-ए-मुर्ग़-ए-गिरफ़्तार"
Ghazal
muzhda ai zauq-e-asiirii ki nazar aataa hai
daam-e-KHaalii qafas-e-murG-e-giraftaar ke paas
Mirza Ghalib
Ghazal
hogaa ehsaa.n pa.e gul-gasht agar tuu sayyaad
saath le kar qafas-e-murG-e-giraftaar chale
Habeeb Moosavi
Ghazal
raat kartaa thaa vo ik murG-e-giraftaar se bahs
mai.n bhii taa-sub.h rakhii bulbul-e-gulzaar se bahs
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
qaidii-e-zulf kii qismat me.n hai ruKHsaar kii sair
shukr hai baaG bhii hai murG-e-giraftaar ke paas
Parveen Umm-e-Mushtaq
PAGE MATCHES FOR "क़फ़स-ए-मुर्ग़-ए-गिरफ़्तार"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "क़फ़स-ए-मुर्ग़-ए-गिरफ़्तार"
Ghazal
Dar naala-haa-e-zaar se mere KHudaa ko maan
aaKHir navaa-e-murG-e-giraftaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
baaG me.n phuul ha.nse dete hai.n bedardii se
naala-e-murG-e-giraftaar chale aate hai.n
Taashshuq Lakhnavi
Nazm
hujum mein tanhai
ruuh ghuTtii hai jo is tang qafas me.n merii
sifat-e-murG-e-giraftaar pha.Daktaa huu.n mai.n
Jaleel Qidwai
Ghazal
naala-e-murG-e-giraftaar se be-zaarii kyaa
gosh-e-sayyaad pe ab ye bhii garaa.n kyaa hogaa
Hanif Fauq
Ghazal
shab-e-vasl murG-e-sahar yaad rakhnaa
zabaa.n kaaT luu.ngaa jo royaa ziyaada
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kaise Te.Dhaa na chale maar ba.Dii mushkil hai
siidhii ho zulf-e-girah-daar ba.Dii mushkil hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
murG-e-sahar aduu na mo.azzin kii kuchh KHataa
'parvii.n' shab-e-visaal me.n sab hai futuur-e-sub.h
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
umr sayyaad kii guzrii isii jaasuusii me.n
gul ko naama na kare murG-e-giraftaar-e-ravaa.n