SEARCH RESULTS
Showing search results for "जश्न-ए-चराग़ाँ"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "जश्न-ए-चराग़ाँ"
Sher
is jashn-e-charaaGaa.n se to behtar the a.ndhere
in jhuuTe charaaGo.n ko bujhaa kyuu.n nahii.n dete
Iqbal Azeem
Ghazal
faiz-e-bahaar-o-jashn-e-charaaGaa.n ke baavajuud
kuchh raaste hai.n ab bhii a.ndheraa liye hu.e
Nihal Rizvi Lucknowi
Ghazal
mumkin hai daur-e-jashn-e-charaaGaa.n ho jab yahaa.n
vo tiirgii ba.Dhe ki sahiife jalaa.e.n ham
Ahmad Shahryar
Ghazal
havaa.e.n ruKH to badalne lagii hai.n ai 'Gausii'
shabaab-e-jashn-e-charaaGaa.n hai dekhiye kyaa ho
Ghaus Mohammad Ghausi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "जश्न-ए-चराग़ाँ"
Ghazal
umiid-e-jashn-e-charaaGaa.n bhii chhin ga.ii ham se
kahii.n ke ham na rahe barq ko KHafaa kar ke
Johar Siddiqi
Ghazal
umiid-e-jashn-e-charaaGaa.n mataa.a-e-tiira-shabii
shu.uur us ko shikast-e-hunar ke baa'd aayaa
Shan Bharti
Ghazal
siyaasat ne jashn-e-charaaGaa.n ke badle
Gariibo.n kii bastii jalaa.ii bahut hai
Azhar Hashmi Sabqat
Sher
bujhte hu.e charaaG farozaa.n kare.nge ham
tum aa.oge to jashn-e-charaaGaa.n kare.nge ham
Wasif Dehlvi
Ghazal
bujhte hu.e charaaG farozaa.n kare.nge ham
tum aa.oge to jashn-e-charaaGaa.n kare.nge ham
Wasif Dehlvi
Ghazal
aasmaano.n se barastaa hai a.ndheraa kaisaa
apnii palko.n pe liye jashn-e-charaaGaa.n chaliye
Ali Sardar Jafri
Naat
falak se zamii.n tak hai jashn-e-charaaGaa.n
ki tashriif laate hai.n shaah-e-rasuulaa.n
Iqbal Azeem
Ghazal
tiirgii me.n bhii rahaa jashn-e-charaaGaa.n kaa samaa.n
barq ke sho.ale farozaa.n rahe kaashaane me.n