SEARCH RESULTS
Showing search results for "जान-ए-तमन्ना"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "जान-ए-तमन्ना"
Ghazal
Akhtar Azad
Ghazal
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
us par likhii thii jaan-e-mohabbat kii daastaa.n
daaman jo taar taar hu.aa hai abhii abhii
Jan Kashmiri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "जान-ए-तमन्ना"
Ghazal
fasiil-e-jabr me.n dekhe usii ke sapne 'jaan'
kisii bhii haal me.n zauq-e-nazar na KHatm hu.aa
Jan Kashmiri
Ghazal
zahr-e-maahaul se pur hai mire tan kaa kaasa
kyo.n na mar jaa.e vahii.n mujh ko jo bichchhuu kaaTe
Jan Kashmiri
Ghazal
ash.aar kyo.n na mere ho.n KHushbuu kii khetiyaa.n
ai 'jaan' KHaak-e-paak jo fan kii asaas hai
Jan Kashmiri
Ghazal
kis tarah meraa aduu madd-e-muqaabil aa.e
ruu-ba-ruu 'jaan' kahaa.n aag ke Thahraa qatra
Jan Kashmiri
Ghazal
is arz-e-tamannaa me.n kise chain milaa hai
dil ne magar is KHauf se hijrat nahii.n kii hai
Yashab Tamanna
Ghazal
jis jaan-e-tamannaa ke havaale hai mirii jaa.n
us jaan-e-tamannaa kaa havaala nahii.n miltaa
Mashkoor Husain Yaad
Ghazal
ab kisii rahbar-e-manzil kii tamannaa bhii nahii.n
mai.n akelaa huu.n musaafir mirii manzil tanhaa
Tamanna Jamali
Ghazal
havas-e-dil me.n KHudaa jaane ki kyaa lazzat hai
ki jo lab se na kabhii harf-e-tamannaa chhuuTaa
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
jaan-e-muztar ko na ho kyuu.n dil-e-betaab se haz
hotaa ahbaab ko hai sohbat-e-ahbaab se haz
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
'aish' ise KHuubii-e-qismat ke sivaa kyaa kahiye
dil milaa hai so vo labrez-e-tamannaa mujh ko