SEARCH RESULTS
Showing search results for "तंग-दस्त"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "तंग-दस्त"
Sher
mat ta.ng ho kare jo falak tujh ko ta.ng-dast
aahista khii.nchiye jo dabe zer-e-sa.ng dast
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
mat ta.ng ho kare jo falak tujh ko ta.ng-dast
aahista khii.nchiye jo dabe zer-e-sa.ng dast
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
kyaa ho shoriida-saro.n kii guzar auqaat ki log
dast-e-be-faiz-o-dil-e-ta.ng liye phirte hai.n
Razi Akhtar Shauq
PAGE MATCHES FOR "तंग-दस्त"
MORE MATCHES FOR "तंग-दस्त"
Ghazal
sunaa hai chand tahii-daamano.n me.n zarf to thaa
'suruur' ham ko tava.ngar bhii ta.ng-dast mile
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
ye aap giniye kii laashe.n kidhar ziyaada hai.n
mai.n ta.ng-dast huu.n is tarah ke hisaabo.n me.n
Ashu Mishra
Ghazal
jahaan bhar ke Gamo.n kaa Thikaana rakhtaa huu.n
kushaada dil hai miraa garche tang-dast huu.n mai.n
Saleem Qadir
Ghazal
tire hii Gam ne kisii samt dekhne na diyaa
ki ab hujuum-e-tamannaa bhii ta.ng-dast lage
Bekal Utsahi
Ghazal
kuchh bhii sa.nbhaal paa.e na ham tang-dast log
ye KHaak-daan-e-jism hii daulat hai aaj bhii
Nomaan Shauque
Ghazal
sarmaaya-e-hayaat the kuchh naqd-e-daaG-e-dil
sach baat to hai ye ki bahut ta.ng-dast thaa
Ibrahim Ashk
Ghazal
faraaKH-dast kaa ye husn-e-ta.ng-dastii hai
jo ek buu.nd kii maanind bahr-e-hastii hai