SEARCH RESULTS
Showing search results for "तमन्ना-ए-दीदार"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "तमन्ना-ए-दीदार"
Ghazal
vatan ke naam hai 'diidaar' zindagii apnii
vatan ke saamne ye jism-o-jaan kuchh bhii nahii.n
Deedar Bastawi
Ghazal
jin ko ho jaam-e-shahaadat kii talab 'diidaar' phir
vo nahii.n aate palaT kar jang ke maidaan se
Deedar Bastawi
Ghazal
Deedar Bastawi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "तमन्ना-ए-दीदार"
Ghazal
ye sitam uf aatish-e-diidaar bha.Dkaane ke baad
ho ga.e ruu-posh vo ik jalva dikhlaane ke baad
Naresh M. A
Ghazal
numaa.ish to bajaa hai jalva-e-husn-e-mujassam kii
ye laazim hai nazar shaa.ista-e-diidaar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
Saail Dehlvi
Ghazal
haTtaa nahii.n jo saamne se us ke raat din
ham se sivaa hai taalib-e-diidaar aa.ina
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
daulat-e-diidaar hasb-e-mudda.aa haasil hu.ii
mil ga.ii jis shaKHs ko taqdiir se iksiir-e-ishq
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
jur.at-e-arz-e-tamannaa mujhe kyo.n kar ho 'ka.nval'
KHaatir-e-husn pe har baat giraa.n guzrii hai
Kanval M. A
Ghazal
umr-e-KHizar kii us ko tamannaa kabhii na ho
insaan jii sake jo mohabbat me.n chaar din