SEARCH RESULTS
Showing search results for "तवाफ़-ए-गुल"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "तवाफ़-ए-गुल"
Ghazal
mai.n baa-vafaa hii rahaa rah ke be-vafaa.o.n me.n
gul-e-bahaar kii suurat khilaa KHizaa.o.n me.n
Ashraf Gul
Ghazal
phir fasl-e-gul-o-laala se mahkegaa chaman ye
ham nok-e-sabaa se tujhe tahriir kare.nge
Sameena Gul
Ghazal
bha.nvre unhii pe chal ke kare.nge tavaaf-e-gul
jo daa.ere chaman me.n sabaa ne banaa.e hai.n
Ghulam Mohammad Qasir
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "तवाफ़-ए-गुल"
Ghazal
Qamar Jameel
Ghazal
un ko jaane kis ne bhejaa thaa payaam-e-sair-e-gul
baaG me.n u.D kar parinde duur se aa.e bahut
M. A. Qadeer
Ghazal
anaadil naGma-zan ho.n to chaman bedaar ho jaa.e
pareshaa.n buu-e-gul ho to fazaa sarshaar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
faroG-e-aatish-e-gul hii chaman kii ThanDak hai
sulagtii chiiKHtii raato.n ko bhii to shabnam aa.e
Ibn-e-Safi
Tanz-o-Mazah
आख़िर इस दर्द की दवा क्या है पहले तो रोग़न-ए-गुल भैंस के अंडे से निकाल और...