SEARCH RESULTS
Showing search results for "दिल-ए-तपीदा"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "दिल-ए-तपीदा"
Sher
is shahr me.n to kuchh nahii.n rusvaa.ii ke sivaa
ai 'dil' ye ishq le ke kidhar aa gayaa tujhe
Dil Ayubi
Ghazal
is shahr me.n to kuchh nahii.n rusvaa.ii ke sivaa
ai 'dil' ye 'ishq le ke kidhar aa gayaa tujhe
Dil Ayubi
Ghazal
detaa hai ab yahii dil-e-shoriida mashvara
jiine se ta.ng ho to miyaa.n mar ke dekh lo
Dil Ayubi
MORE MATCHES FOR "दिल-ए-तपीदा"
Ghazal
zaamin nashv-o-numaa-e-gul-e-tar hai ai 'dil'
dard-mandii kii KHalish sii jo dil-e-KHaar me.n hai
Dil Ayubi
Ghazal
dil-e-tapiida hu.aa bazm-e-husn se vaapas
nazar Thahar na sakii intiKHaab ho na sakaa
Natiq Lakhnavi
Ghazal
KHushaa-nasiib ki diivaane hai.n to ham ai 'dil'
kamaal-e-nisbat-e-diivaana-gar bhii rakhte hai.n
Dil Ayubi
Ghazal
tiraa KHayaal miraa soz-e-aarzuu-e-sahar
ko.ii to thaa shab-e-furqat jo dil ke kaam aayaa
Dil Ayubi
Ghazal
ban ga.ii husn-e-talab bhii to mu.amma ai 'dil'
dard maa.ngaa thaa vo samjhe ki davaa maa.ngii thii
Dil Ayubi
Ghazal
hairat-e-aa.ina tanhaa na yahaa.n raqs me.n hai
jaane kyaa dekh liyaa dil ne ki jaa.n raqs me.n hai
Dil Ayubi
Ghazal
meraa dil mere liye ka.aba-o-kaashii hai 'dil'
mai.n ye jaagiir tire naam nahii.n kar saktaa