SEARCH RESULTS
Showing search results for "नाकारों"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "नाकारों"
Sher
dil naa-umiid to nahii.n naakaam hii to hai
lambii hai Gam kii shaam magar shaam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
merii koshish hai ki duniyaa ko banaa duu.n firdaus
aur duniyaa mujhe naakaaro.n me.n gardaantii hai
Muzaffar Hanfi
Ghazal
Anwar Nadeem
PAGE MATCHES FOR "नाकारों"
BOOKS MATCHES FOR "नाकारों"
MORE MATCHES FOR "नाकारों"
Sher
karuu.ngaa kyaa jo mohabbat me.n ho gayaa naakaam
mujhe to aur ko.ii kaam bhii nahii.n aataa
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
garmii-e-hasrat-e-naakaam se jal jaate hai.n
ham charaaGo.n kii tarah shaam se jal jaate hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
ai nazaaro na ha.nso mil na sakuu.ngaa tum se
tum mire ho na sake mai.n bhii tumhaaraa na rahaa
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Hasrat Mohani
Sher
khii.ncho na kamaano.n ko na talvaar nikaalo
jab top muqaabil ho to aKHbaar nikaalo
Akbar Allahabadi
Ghazal
naakaam-e-tamannaa dil is soch me.n rahtaa hai
yuu.n hotaa to kyaa hotaa yuu.n hotaa to kyaa hotaa