SEARCH RESULTS
Showing search results for "निभाओगे"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "निभाओगे"
Ghazal
pahle se maraasim na sahii phir bhii kabhii to
rasm-o-rah-e-duniyaa hii nibhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Qaisarul Jafri
Ghazal
Farrukh Zohra Gilani
Nazm
main apne aap se kab tak tumhaara nam puchhunga
ma.aal-e-KHud-faraamoshii se tum kaise nibhaa.oge
Gubaar andar Gubaar a.ng.Daa.iyaa.n lete hu.e
Jameel ur Rahman
Ghazal
mutma.in huu.n ki miraa saath nibhaa.oge magar
duur ho jaane ke imkaan se Dar lagtaa hai
Muhammad Raza Hyderi
MORE MATCHES FOR "निभाओगे"
Ghazal
va.ada to kar rahe ho magar jaantaa huu.n tum
matlab talak nibhaa.oge aur lauT jaa.oge
Sohil Barelvi
Ghazal
Baharunnisa Bahar
Ghazal
is kii vo jaane use paas-e-vafaa thaa ki na thaa
tum 'faraaz' apnii taraf se to nibhaate jaate
Ahmad Faraz
Ghazal
dost ban kar bhii nahii.n saath nibhaane vaalaa
vahii andaaz hai zaalim kaa zamaane vaalaa
Ahmad Faraz
Sher
ye mohabbat kii kahaanii nahii.n martii lekin
log kirdaar nibhaate hu.e mar jaate hai.n