SEARCH RESULTS
Showing search results for "नैन-सुख"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "नैन-सुख"
PAGE MATCHES FOR "नैन-सुख"
MORE MATCHES FOR "नैन-सुख"
Sher
aur sab 'maanii' ne terii to banaa.ii tasviir
par durust ho na sakii chehre kii parvaaz hanuuz
nayan sukh
Sher
iidhar se sete jaa.o aur uudhar se phahTtaa jaa.e
aise tarah ke kap.De ko phir siije bhii nahii.n
nayan sukh
Sher
puuchhe ko.ii kisii ko so imkaan hii nahii.n
naa-pursii kaa ye daur anokhaa bhalaa phiraa
nayan sukh
Ghazal
behtar hai sab se dostii apnii KHudaa kii 'nayan'
fe'l 'abas hai yaarii gaihaan ye suKHan
nayan sukh
Sher
jitnaa ki hai ifraat tirii kam-nigahii kaa
utnaa hii idhar dekho to ye diida-e-nam hai
nayan sukh
Sher
vo jo ik tolaa ka.ii maasha thii yaarii tum se
rattii bhar bhii na rahaa is me.n kuchh aasaar kahii.n
nayan sukh
Ghazal
naagin hai zulf-e-yaar na zinhaar dekhnaa
u.D u.D ke kaaTtii hai KHabar-daar dekhnaa
nayan sukh
Ghazal
bahuto.n ne jise arsh pe be-jaan me.n dekhaa
ham ne to use jiite-jii is jaan me.n dekhaa