SEARCH RESULTS
Showing search results for "पयाम-ए-अहल-ए-ज़मीं"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "पयाम-ए-अहल-ए-ज़मीं"
Ghazal
ma.aal-e-ahl-e-zamii.n bar-sar-e-zamii.n aataa
jo be-yaqiin hai.n un ko bhii phir yaqii.n aataa
Ajmal Siraj
Qita
zamiin-o-ahl-e-zamii.n ke banaane vaale sun
tiraa ye Dhang hai kitnaa ajiib aur nyaaraa
Akhtar Ansari Akbarabadi
Rubai
kuchh ahl-e-zamii.n haal nayaa kahte hai.n
achchhaa kahte hai.n yaa buraa kahte hai.n
Rasheed lakhnavi
PAGE MATCHES FOR "पयाम-ए-अहल-ए-ज़मीं"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "पयाम-ए-अहल-ए-ज़मीं"
Ghazal
atvaar tire ahl-e-zamii.n se nahii.n milte
andaaz kisii aur hasii.n se nahii.n milte
Mirza Hadi Ruswa
Ghazal
takte hai.n kitne Gaur se ahl-e-zamii.n mujhe
bhejaa gayaa hai vaqt se pahle kahii.n mujhe
Mohammad Mustahsan Jami
Ghazal
KHud se to aa.e na the ahl-e-zamii.n suntaa hai
kyuu.n unhe.n bhej ke ab un kii nahii.n suntaa hai
Wasi Shah
Sher
manzil na milii kashmakash-e-ahl-e-nazar me.n
is bhii.D se mai.n apnii nazar le ke chalaa huu.n
Salik Lakhnavi
Sher
mai.n pairvi-e-ahl-e-siyaasat nahii.n kartaa
ik raasta in sab se judaa chaahiye mujh ko
Arsh Siddiqui
Ghazal
gadaa dast-e-ahl-e-karam dekhte hai.n
ham apnaa hii dam aur qadam dekhte hai.n