SEARCH RESULTS
Showing search results for "पश्मीना"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "पश्मीना"
Ghazal
pashmiina-posh raah-nashiino.n kii iltijaa
shaayad kabhii vo shaahid-e-atlash-qabaa sune
Josh Malihabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "पश्मीना"
Nazm
jawab-e-shikwa
aa.ii aavaaz Gam-a.ngez hai afsaana tiraa
ashk-e-betaab se labrez hai paimaana tiraa
Allama Iqbal
Ghazal
phir dekhiye andaaz-e-gul-afshaanii-e-guftaar
rakh de ko.ii paimaana-e-sahbaa mire aage
Mirza Ghalib
Nazm
mujhse pahle
ye bhii mumkin hai ki ik din vo pashiimaa.n ho kar
tere paas aa.e zamaane se kinaaraa kar le
Ahmad Faraz
Ghazal
vaa.iz subuut laa.e jo mai ke javaaz me.n
'iqbaal' ko ye zid hai ki piinaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Nazm
aurat
to.D paimaana-e-mardaan-e-KHirad-mand bhii to.D
ban ke tuufaan chhalaknaa hai ubalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Ghazal
biimaar ko maraz kii davaa denii chaahiye
mai.n piinaa chaahtaa huu.n pilaa denii chaahiye