SEARCH RESULTS
Showing search results for "फ़ित्ना-ए-बरपा"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "फ़ित्ना-ए-बरपा"
Ghazal
aatii hai kis dimaaG se ik ik nigaah-e-husn
dil me.n hazaar fitna-e-barpaa liye hu.e
Suha Mujaddadi
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ek ham hai.n jo rahe taaba-e-farmaa.n ho kar
ek tum ho jo abas fitna-o-shar tak pahu.nche
Kanval M. A
Ghazal
ham barq-o-sharar ko kabhii KHaatir me.n na laa.e
us fitna-e-dauraa.n ko magar dekh na paa.e
Aale Ahmad Suroor
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "फ़ित्ना-ए-बरपा"
Sher
'faraaz' ishq kii duniyaa to KHuub-suurat thii
ye kis ne fitna-e-hijr-o-visaal rakkhaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
aaj hai.n fitna-e-dauraan-o-qayaamat-aashob
vahii nazre.n jo na uThtii thii.n hayaa se pahle
Sarosh Lucknowi
Nazm
sarmaya-dari
ye insaano.n se insaano.n kii fitrat chhiin letii hai
ye aashob-e-halaakat fitna-e-iskandar-o-daaraa
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
zinda hai.n to banegaa isii jaa phir aashiyaa.n
Darte nahii.n hai.n fitna-e-barq-o-sharar se ham
Kashfi Lucknavi
Ghazal
aaj hai.n fitna-e-dauraan-o-qayaamat aashob
vahii nazre.n jo na uThtii thii.n hayaa se pahle
Sarosh Lucknowi
Ghazal
dono.n-jahaa.n hai.n muntazir-e-roz-e-hashr phir
us shoKH chashm-e-fitna-e-dauraa.n ko kyaa hu.aa
Lalan Chaudhary
Ghazal
duniyaa me.n ishq hii se milii daulat-e-hayaat
aur ishq hii se fitna-e-shaam-o-sahar mile
Faheem Jogapuri
Ghazal
mai.n huu.n shikaar-e-fitna-e-ehsaas-e-ra.ng 'shaam'
kis tarah ek jism kii taqsiim ho ga.ii
Mahmood Shaam
Ghazal
bas ai fitna-e-KHiraam-e-naaz Thahar
ab qayaamat kaa dil machaltaa hai