SEARCH RESULTS
Showing search results for "मरहला"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "मरहला"
Ghazal
kabhii ye haal ki dono.n me.n yak-dilii thii bahut
kabhii ye marhala jaise ki aashnaa.ii na thii
Naseer Turabi
Ghazal
vo marhala hai ki ab sail-e-KHuu.n pe raazii hai.n
ham is zamiin ko shaadaab dekhne ke liye
Irfan Siddiqi
Ghazal
dard-o-Gam-e-firaaq ke ye saKHt marhale
hairaa.n huu.n mai.n ki phir bhii tum itne hasii.n rahe
Jigar Moradabadi
PAGE MATCHES FOR "मरहला"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "मरहला"
Short story
Saadat Hasan Manto
Ghazal
marhala ko.ii judaa.ii kaa jo darpesh hu.aa
to tabassum kii ridaa Gam ko o.Dhaa lii mai.n ne
Aleena Itrat
Sher
ta.alluq to.Dne me.n pahl mushkil marhala thaa
chalo ham ne tumhaaraa bojh halkaa kar diyaa hai
Hasan Abbas Raza
Ghazal
jaan de baiThe the ik baar havas vaale bhii
phir vahii marhala-e-suud-o-ziyaa.n hai ki jo thaa