SEARCH RESULTS
Showing search results for "राह-ए-इश्क़"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "राह-ए-इश्क़"
Ghazal
Shah Naseer
Non prevalent ghazals
کرے ہے رہرواں سے خضر راہ عشق جلادی
ہوا ہے موجۂ ریگ رواں شمشیر فولادی
Mirza Ghalib
BOOKS MATCHES FOR "राह-ए-इश्क़"
MORE MATCHES FOR "राह-ए-इश्क़"
Ghazal
jo raah-e-ishq me.n TuuTaa nahii.n hai
vo dil ik sang hai shiisha nahii.n hai
Mashkoor Muradabadi
Sher
Farhat Nadeem Humayun
Sher
Thokar bhii raah-e-ishq me.n khaanii zaruur hai
chaltaa nahii.n huu.n raah ko hamvaar dekh kar
Dagh Dehlvi
Ghazal
aa.e.nge raah-e-'ishq me.n kuchh haadsaat aur
dil mujh se kah rahaa hai zaraa ehtiyaat aur
Muneer Anjum
Sher
ham ko sambhaaltaa ko.ii kyaa raah-e-ishq me.n
khaa khaa ke Thokare.n hamii.n aaKHir sambhal ga.e
Aziz Hyderabadi
Sher
'bedaar' raah-e-ishq kisii se na tai hu.ii
sahraa me.n qais koh me.n farhaad rah gayaa
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
chale the vo so raah-e-ishq ko dushvaar kahte the
na ham ne ik sunii un kii hamaare yaar kahte the
Siddharth Saaz
Sher
sar diije raah-e-ishq me.n par mu.nh na mo.Diye
patthar kii sii lakiir hai ye koh-kan kii baat
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
aaKHir ko raah-e-ishq me.n ham sar ke bal ga.e
mushkil me.n haath paa.nv hamaare nikal ga.e