SEARCH RESULTS
Showing search results for "वहशत-ए-दिल"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "वहशत-ए-दिल"
PAGE MATCHES FOR "वहशत-ए-दिल"
MORE MATCHES FOR "वहशत-ए-दिल"
Ghazal
vahshat-e-dil ko shabaahat nahii.n milne vaalii
binaa hijrat ke ye daulat nahii.n milne vaalii
Sunil Aftab
Sher
vahshat-e-dil ne kiyaa hai vo bayaabaa.n paidaa
saik.Do.n kos nahii.n suurat-e-insaa.n paidaa
Haidar Ali Aatish
Sher
vahshat-e-dil ko.ii shahro.n me.n samaa saktii hai
kaash le jaa.e junuu.n suu-e-bayaabaa.n mujh ko
Qayem Chaandpuri
Sher
baato.n se sivaa hotii hai kuchh vahshat-e-dil aur
ahbaab pareshaa.n hai.n mire tarz-e-amal se
Yusuf Zafar
Sher
saarii duniyaa se alag vahshat-e-dil hai apnii
ye ki lagtii hai na ghar kii na bayaabaa.n vaalii
Ahmad Sagheer Siddiqui
Ghazal
vahshat-e-dil maa.ngtii hai dasht kaa manzar ko.ii
kar fasiil-e-shahr me.n aavaargii ab dar ko.ii
Kamran Adil
Sher
na ab vo shiddat-e-aavaargii na vahshat-e-dil
hamaare naam kii kuchh aur shohrate.n bhii ga.ii.n
Sahar Ansari
Ghazal
vahshat-e-dil ne kiyaa hai vo bayaabaa.n paidaa
saik.Do.n kos nahii.n suurat-e-insaa.n paidaa